Pages

Sunday, November 20, 2011

TERI YAAD

Najane tumhari yaad kyun aaj bahat tadpa rahi hai,
Jaise lagta hai barson bad tumhari yaad ayi hai
Khwaishain humain bhi hai ki ,
hum aap se milaain,
magar ye kambakth waqt ki duri,
humain jane na deti hai .

Yun sote hue tumhari yaad,
humain jaise chuv rahe hain ,
aur humari ansuoon ne bhi dekhona ,
ganga ki jaise dusri dhara ched di hai.. .

kaise baiyaan karen ye dard tumahin ,
hum to jaise bejooban ho gaye hain ,
kyonki abhitak to hum tumahin ,
kabhi kareeb hi na paeen hain ,
koshish to bahat ki magar ,
sayad humari kismat main nahin ,
tum miljao ye jindagi sabar jaye ,
khuda ne kabhi likha hi nahin ,
phir bhi pyar ke ek diya liye baithe hain ,
ke kahin andhere main tumhain na khodein ,
gujro jo us andhere se tum to ,
us main tumhari saya ko bhi pakad lain...............

No comments:

Post a Comment

Leave your comment here